Guyz and galz.
mujhay cooking karte huay kaafi arsa nahin hua. sirf 4 weeks hi huay hayn. aur abhi tuk sirf chicken hi banani ayee hay
. koi 5 dafa bana chuka hon
. but kabhi itni khaas nahin bani. bus theek hi banti thiee. but last sunday mayn nay chicken banayee...aur bari bekar bani
. to doston...mayn nay gadha bhai say mashwara manga...keh kaysya banaon. unhon nay tarkeeb batayee.
aur yesterday (sunday) mayn nay unki tarkeeb say chicken banayee aur waqayee kya zabardast chicken bani
. sub nay khayee...aur tareef kiee. bari hi zabardast bani thiee 
Gadha bhai...

Comment