Announcement

Collapse
No announcement yet.

Tairee aanKhain haiN - ya neeli Jheel

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

    Tairee aanKhain haiN - ya neeli Jheel

    SOOOO - whats the big deal

    #2
    dekha us nazar ne is Qadar pyaar se
    behak ghaye ham apne kaam karte karte...

    hanie



    ab kya boole,
    aankhoun me bohat kuch hoota haye...

    Comment


      #3
      Originally posted by hanie:
      dekha us nazar ne is Qadar pyaar se
      behak ghaye ham apne kaam karte karte...

      hanie



      ab kya boole,
      aankhoun me bohat kuch hoota haye...
      specially subah subah uthNaay kay baad tu waqai buhat kuch hoota hay
      sufaid sufaid - peelaa peelaaaa

      Comment


        #4
        huh?
        Janaab aap kya farmaana chaah rahe haye?
        aap ki baat hamaare sar se ooper challi ghayi...

        Comment


          #5
          koyi ghandi baat to nahie ki,
          eek to samaJ bhi nahie aati kuch logoun ki yahaa....

          Comment


            #6
            Originally posted by hanie:
            huh?
            Janaab aap kya farmaana chaah rahe haye?
            aap ki baat hamaare sar se ooper challi ghayi...
            Oyeee - KeeChaar bharaa hootaa hay subah subah aakhooN main
            lagtaa hay aap kabhi soo kar nahiN utheeN subah

            Comment


              #7
              meri aankhoun me to keechar nahie bharaa hoota...

              aap ki me hoota hoon gha...

              Comment


                #8
                aap aankHain khool kar sooti hoon gi naa

                Comment


                  #9
                  nahie to.

                  I am just telling you ke un me Ghand nahie hoota...
                  sheesh...

                  chale jae aap,
                  bhabie ki ki tasweer dekhe, oor UN ki aankhoun ko dekhe...

                  Comment


                    #10
                    Jab mujhay koi achhi aur khoobsoorat cheeze daikhni hooti hay
                    tu main AaiNaa daikh laitaa hooN

                    Comment


                      #11
                      le das...

                      Khush fehmiyaa bohat haye praaJee ko...

                      challe Jaise bhi haye,
                      khush rahe...

                      Comment


                        #12
                        Kiya main andar aa sakta hun

                        Comment


                          #13
                          agar pooRay kappraY pehnaay huay haiN tu theek hay
                          warnaaa

                          Comment


                            #14
                            Originally posted by phajjaa nanbai:


                            Oyeee - KeeChaar bharaa hootaa hay subah subah aakhooN main
                            lagtaa hay aap kabhi soo kar nahiN utheeN subah
                            kaise kaise loog hamaray dil ko jalanay aajatay hain

                            Comment


                              #15
                              ^--isn't it actually 'Jee' instead of dil, hain jee?
                              Support bacteria. They're the only culture some people have.

                              Comment

                              Working...
                              X