A friend sent me this.... enjoy!
MHUTARAM WALID SAHIB !
AS SALAM-U-ALAIKUM- aap nay pocha tha kay mujhay amrica kaisa laga to amarica kee samaji, muashy aur muashartee phaluo kay baray may kaha ja sakta hay kay
ZAMEEN HAMWAR NAHEEN,
MOUSAM KA AETABAR NAHEEN,
AULAD WAFADAR NHAEEN,
BURAEE KA SHUMAR NAHEEN,
MAZHAB SAY SAROKAR NAHEEN,
KHULOOS SAY HAMKINAR NAHEEN,
BADALNAY KO TAYYAR NAHEEN,
WAQT MADADGAR NAHEEN,
HALAT SAZGAR NAHEEN,
KHUDA KAY SHUKAR GUZAR NAHEEN.
gharz yeh kay amrica koee shahkar nahee.magar is kay bawajood is mulk may buhat see batein aisey hein jo agar pakistan mein hon to woh dunya ka behtreen mulk ban jae.
YAHAN FUZOOL TEHWAR NAHEEN,
RASMOON KA MEENAR NAHEEN,
LARKI BAAR(BOJH) NAHEEN,
SARAKOON PAR GHUBAR NAHEEN,
BHEKARI KA DEDAR NAHEEN,
NALKOON PAR QATAR NAHEEN,
KOE BANDA BE-KAR NAHEEN,
PABANDI-E-WAQT DUSHWAR NAHEEN,
TALEEM LA MEYAR NAHEEN,
EEJADAT KA SHUMAR NAHEEN,
KOE KISI SAY KHUWAR NAHEE.
magar chand batein aisey hein jo dil ko khatkti hein maslan
GHIZA MAZeDAR NAHEEN,
KHANAY MAY ACHAR NAHEEN,
GHEE KA BAGHAR NAHEEN,
CHUREYO KE JHANKAR NAHEE,
GHAR WALOON KA PYAR NAHEEN,
ABBA KEE PHITKAR NAHEE,
DATA DARBAR NAHEEN,
QAID KA MAZAR NAHEEN,
SAB SAY BAREE BOREAT URDU KA AKHBAR NAHEEN
FAQT
GREEN CARD HOLDER BAYTA

Comment