Assalam O Alaikum
Aap logon ney buzurgoon ko yeh kehtay suna hoga :
Aah, kia zamana tha..
Ab woh waqt kahan raha..
puranay waqtoon ki kia baat thee..
Ab woh khurakain kahan raheen..
hmm, so wat do u think, Aaj acha hay ya kal acha tha. Or just think key agar hum log aaj say 30 ya 40 sal pehlay key zamanay main hotay i mean in 50s or 60s. Kia woh behtar hota , ya aaj behtar hay. ???
I would love to hear some comments on this topic.
Jazakumullah khair / Assalam O Alaikum.

Comment