Adaab!
YahaaN Inglistaan ki sard fazaon mein aksar ingrez log yeh mazaakh karte hain keh tum 3 mashoor Belgians ka naam lo..! Ab mujhe yeh khyaal aata hai ke kya hum 10 pakistanion ke naam bataa akte hain jo ke aalami sattaH par azeem kehlaaye jaa sakein.
Aur iss mein hum Qaid-e-Azam ka naam nahin lengein kyonke that's too obvious; aur na hi Allama sahib ka kyonke woh pakistan ban-ne se qabl hi visaal farmaa chuke the..so , can you name 10 great pakistanis?

Comment