kuchh samay pahle ye ghazal likhii thii main ne..
I will be waiting for your valuable feedback which really inspirs me a lot...
Jab mere ishq ko tere dard kii rahnumaai na thii
Mere dil ne aisii choT kabhee khaaii na thii
Barish ki bundoN meiN gar tere ashq ki tapish ho
Oos saal maine bhii phir eid manaayee na thii
Bahot majboor tha wo shaksh jo tujh se juda hua
oos kii zaat mein warna kaheeN bewafaai na thii
ujaDe aashiyeiN pe ab kyoN nashaad hai tu dil
ye aag kisi aur ne to lagaaii na thii
aaj khafa ho kii maiN manziloN se bhatkaa hooN
sahii raah tumne bhii to mujhee dikhaaii na thii
chaand es dunia meiN misaal e husn rahe
zulf yehi soNch rukh se oos ne hataii na thii

Comment