aaj jab baarish hoi
yeh bhi ek khayal aaya
kyun na ek baadal ko
raazdaan banaoo main
job hi mujh pay guzri hai
iss ko sab sunaoo main
tum sey job hi kahna hai
iss ko sab bataoon main
phir tumharay dil par who
aaj hi baras jai
yeh bhi ek khayal aaya
kyun na ek baadal ko
raazdaan banaoo main
job hi mujh pay guzri hai
iss ko sab sunaoo main
tum sey job hi kahna hai
iss ko sab bataoon main
phir tumharay dil par who
aaj hi baras jai
Comment