Announcement

Collapse
No announcement yet.

*Woh dard hai dil jis ki dawa koi nahe*

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

    *Woh dard hai dil jis ki dawa koi nahe*


    Woh dard hai dil jis ki dawa koi nahe
    Woh zehar hai gham jis ki shifa koi nahe

    Bethay hain teri raah mein dil thaam ke kab se
    Tu kehta hai ke duniya mein wafa koi nahe

    Har roz teri chaah ke hathoon huwe hum qatl
    Yeh jurm hai kaisa ke saza koi nahe

    Paee hai muqaddar se woh ek baat ke ab hum
    Hathoo ko uthaayein tu dua koi nahe

    Ab tak na bhuja paee mein umeed ki shammain
    Go jaanti hon ke ab mera koi nahe

    Ek rah-e-muhabbat se guzarne ke liye mein
    Uljhee hon kuch aisi ke sira koi nahe


    #2
    bohat khoob,

    Comment


      #3
      Re: *Woh dard hai dil jis ki dawa koi nahe*


      Originally posted by ~*Suraj*~:


      Bethay hain teri raah mein dil thaam ke kab se
      Tu kehta hai ke duniya mein wafa koi nahe

      Paee hai muqaddar se woh ek baat ke ab hum
      Hathoo ko uthaayein tu dua koi nahe

      Ek rah-e-muhabbat se guzarne ke liye mein
      Uljhee hon kuch aisi ke sira koi nahe




      Bohat khoobsoorat ghazal hey...thanx for sharing ~*Suraj*~
      Reh gaya kaam hamaara hi baghawat likhna...

      Comment


        #4
        *Tu kehta hai ke duniya mein wafa koi nahe *

        jo nahin jaante k wafaa kyaa hai!

        nice

        Comment


          #5
          thanks all for your appreciation and liking the ghazal

          Comment


            #6
            Originally posted by ~*Suraj*~:
            thanks all for your appreciation and liking the ghazal
            Ghazal ko pasand na karnay wala mushkil say hi milay ga

            Ek rah-e-muhabbat se guzarne ke liye mein
            Uljhee hon kuch aisi ke sira koi nahe

            Excellent
            Meray Roz O Shab k Nisaab Main Meray Paas Apna To Kuch Nahi

            Comment


              #7
              bahut achay

              Comment


                #8
                Buhat Khoob
                Owner Of Mehkama-e-Sharafat

                Comment

                Working...
                X