main jism-o-jann kay tamam rishtoan say usay chahta hun
nahin samajhta kay asa kyun hay
nan khal-o-khud ka jamal us main
nan zindagi ka kamal koi
jo koi us main hunnar bhe ho ga
to mujh ko is ki khabar nahin hay
nan janay phir kyun
main waqt kay dairoan say bahar kisi tasawur main urr raha hun
khiyaal main, khwab-o-khulwat main, jalwat main shab-o-roaz
mera lahu apne gardish main us ki tasbeh purh raha hay
jo mere chahut say bai khabar hay

Comment