Announcement

Collapse
No announcement yet.

yeh jo aarzuu-e-shikast hai kahiN qarz-e-jaan hi chukaa na de...

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

    yeh jo aarzuu-e-shikast hai kahiN qarz-e-jaan hi chukaa na de...

    [i]

    mera aks, aks bikhar gayaa, mujhe aaiine ki sazaa na de
    maiN bujhaa chukaa hun nigaah-o-dil, mujhe raushni ki du'aa na de

    yehi shart Tehri tiri agar, koi kaise qeemat adaa kare!
    yeh jo aarzuu-e-shikast hai, kahiN qarz-e-jaaN hi chukaa na de

    na khabar hi teri lage mujhe, na pata hi apna chale mujhe
    yeh jo silsila hai talaash kaa, use roz-o-shab ki hawaa na de

    yeh talaatum_aashnaa kashtiyaaN, yeh andheraa bai'Hr-e-vujood kaa
    yahaan mauj Khud se hai be-Khabar, yeh jazeera koi basaa na de

    na vo man rahaa, na vo tan rahaa, na vo mausamoN ka jatan rahaa
    ram-e-aahuu sarf-e-Khotan rahaa, tu fareb koi nayaa na de
    your lips are keep moving .
    but all i hear is... Blah Blah Blah

    #2
    lajvaaab kavish

    Comment


      #3
      Re: yeh jo aarzuu-e-shikast hai kahiN qarz-e-jaan hi chukaa na de...

      Originally posted by chand_chehra:


      mera aks, aks bikhar gayaa, mujhe aaiine ki sazaa na de
      maiN bujhaa chukaa hun nigaah-o-dil, mujhe raushni ki du'aa na de

      yehi shart Tehri tiri agar, koi kaise qeemat adaa kare!
      yeh jo aarzuu-e-shikast hai, kahiN qarz-e-jaaN hi chukaa na de

      na khabar hi teri lage mujhe, na pata hi apna chale mujhe
      yeh jo silsila hai talaash kaa, use roz-o-shab ki hawaa na de

      yeh talaatum_aashnaa kashtiyaaN, yeh andheraa bai'Hr-e-vujood kaa
      yahaan mauj Khud se hai be-Khabar, yeh jazeera koi basaa na de

      na vo man rahaa, na vo tan rahaa, na vo mausamoN ka jatan rahaa
      ram-e-aahuu sarf-e-Khotan rahaa, tu fareb koi nayaa na de
      Bohat khoob Chandoo jee,
      Hamesha ki tarah lajawaaab,
      Thanks for sharing

      Comment


        #4
        na vo man rahaa, na vo tan rahaa, na vo mausamoN ka jatan rahaa
        ram-e-aahuu sarf-e-Khotan rahaa, tu fareb koi nayaa na de



        aapki tara aapki ye khawahish bhee bohat khubsurat hai

        Comment


          #5
          bohut khoob
          Meray Roz O Shab k Nisaab Main Meray Paas Apna To Kuch Nahi

          Comment


            #6
            goodie

            Comment


              #7
              bhut khoob chandoo

              Comment


                #8
                Re: yeh jo aarzuu-e-shikast hai kahiN qarz-e-jaan hi chukaa na de...

                Originally posted by chand_chehra:
                [i]

                mera aks, aks bikhar gayaa, mujhe aaiine ki sazaa na de
                maiN bujhaa chukaa hun nigaah-o-dil, mujhe raushni ki du'aa na de

                yehi shart Tehri tiri agar, koi kaise qeemat adaa kare!
                yeh jo aarzuu-e-shikast hai, kahiN qarz-e-jaaN hi chukaa na de

                na khabar hi teri lage mujhe, na pata hi apna chale mujhe
                yeh jo silsila hai talaash kaa, use roz-o-shab ki hawaa na de

                yeh talatum_aashnaa kashtiyaN ye andheraa bai'Hr-e-vujood ka
                yahan mauj Khud se hai be-Khabar yeh jazeera koi basaa na de

                na vo man raha na vo tan raha na vo mausamoN ka jatan rahaa
                ram-e-aahuu sarf-e-Khotan raha tu fareb koi nayaa na de
                Beautiful chando g thanks 4 sharin
                ~mujhaY kis jurm ki saza mili k meRi rooh taak hai thaki huwi
                maiN apni jaga se hila nahi meRi saans phiR be ukhaR gaye~

                Comment


                  #9
                  nice
                  Owner Of Mehkama-e-Sharafat

                  Comment


                    #10
                    Re: yeh jo aarzuu-e-shikast hai kahiN qarz-e-jaan hi chukaa na de...

                    Originally posted by chand_chehra:
                    [i]

                    yehi shart Tehri tiri agar, koi kaise qeemat adaa kare!
                    yeh jo aarzuu-e-shikast hai, kahiN qarz-e-jaaN hi chukaa na de
                    berry nice

                    Comment


                      #11
                      Re: yeh jo aarzuu-e-shikast hai kahiN qarz-e-jaan hi chukaa na de...

                      Originally posted by chand_chehra:
                      [i]

                      yehi shart Thehri tiri agar, koi kaise qeemat adaa kare!
                      yeh jo aarzuu-e-shikast hai, kahiN qarz-e-jaaN hi chukaa na de

                      na vo man rahaa, na vo tan rahaa, na vo mausamoN ka jatan rahaa
                      ram-e-aahuu sarf-e-Khotan rahaa, tu fareb koi nayaa na de
                      Bauhat Khub!
                      Support bacteria. They're the only culture some people have.

                      Comment


                        #12
                        Salaam Maah

                        kaisee hain aap?

                        Ghazal itni behtareen post ki hai k majbooran mujhay jawab post karna hi paRa.

                        Aap k intekhab ( of course i m talking about poetry) k hum hamesha se qayal thay ab woh yaqeen aur pukhta ho gaya.

                        issi zameen maiN ghaliban shakeel badyuuni marhoom ki baRi mashhoor ghazal hai uss ka maqta kuchh yuun hai:

                        Woh Uthay haiN lay k khumm o subbu Arey O Shakeel kahaN hai tuu
                        Tera jaam lenay ko bazm maiM koee aur haath baRhaa na day .

                        Saheb e ghazal yaani shayer saheb Mustahaq e midah thehray aur aap mustahaq e Shukriya. k aap k tawassut say inta umda kalam Parhnay ka moqa mila.
                        huway mar k hum jo RUSWA huway kiyN na gharq e darya
                        na kabhi janaza uth-ta na kaheen mazaar hota

                        Comment


                          #13
                          Re: yeh jo aarzuu-e-shikast hai kahiN qarz-e-jaan hi chukaa na de...

                          Originally posted by chand_chehra:
                          [i]

                          yehi shart Tehri tiri agar, koi kaise qeemat adaa kare!
                          yeh jo aarzuu-e-shikast hai, kahiN qarz-e-jaaN hi chukaa na de

                          na khabar hi teri lage mujhe, na pata hi apna chale mujhe
                          yeh jo silsila hai talaash kaa, use roz-o-shab ki hawaa na de

                          yeh talaatum_aashnaa kashtiyaaN, yeh andheraa bai'Hr-e-vujood kaa
                          yahaan mauj Khud se hai be-Khabar, yeh jazeera koi basaa na de

                          CC bohat hi zabardast ghazal hey. Its simply amazing...beautiful choice
                          Reh gaya kaam hamaara hi baghawat likhna...

                          Comment


                            #14
                            Originally posted by Mirza Ruswa:
                            Salaam Maah

                            kaisee hain aap?

                            Ghazal itni behtareen post ki hai k majbooran mujhay jawab post karna hi paRa.

                            Aap k intekhab ( of course i m talking about poetry) k hum hamesha se qayal thay ab woh yaqeen aur pukhta ho gaya.

                            issi zameen maiN ghaliban shakeel badyuuni marhoom ki baRi mashhoor ghazal hai uss ka maqta kuchh yuun hai:

                            Woh Uthay haiN lay k khumm o subbu Arey O Shakeel kahaN hai tuu
                            Tera jaam lenay ko bazm maiM koee aur haath baRhaa na day .

                            Saheb e ghazal yaani shayer saheb Mustahaq e midah thehray aur aap mustahaq e Shukriya. k aap k tawassut say inta umda kalam Parhnay ka moqa mila.
                            salam Sham uncle kesay hain ap..aur kaha they ap itnay dino se any way welcome back........aur sab theek hia na..

                            Comment


                              #15
                              yehi shart Tehri tiri agar, koi kaise qeemat adaa kare!
                              yeh jo aarzuu-e-shikast hai, kahiN qarz-e-jaaN hi chukaa na de

                              wah..beautiful.
                              thanks for sharing, chand ji..

                              Comment

                              Working...
                              X