Announcement

Collapse
No announcement yet.

Haan wohi aik LAMHA

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

    Haan wohi aik LAMHA



    Mujhe maloom hai kay mae kya hoon
    Na meri Sar-u si Qamut, na Meri Jheel si aankhein
    Na meri subh si rangat, na Meri raat si zulfein
    Laykin jub bhee Tum apnay kamray mein Tanha ho gay
    Aur khirki say chaandni chun chun kur aay gi
    Raat ki rani ka boota khirki say jhaankta ho ga
    Tu Shaed
    Tum aik lamha ko Mere baray mein Sochu gay
    Aik Udaas si Larki, Aik Gehri Shaam si Larki
    Jis ko Tumhari aik muskarahat nay
    Khaak k zur-ay say barha kur Aasmaan ka Tara bana dia
    Haan wohi Aik lamha
    Meri Dua-on ka samr ho ga
    Meri Arzo-on ka Hasil ho ga

    ~ ... palat k har taraf se kyon nazR us shaks per thehrii?
    wafa k silsilo`N kii wo, musalsal inteha thehra
    ...~

    #2
    bhai yeh to sudaai nay bhi post kia tha ....uss ka shamm hona humain bha gia tha .. our aap ka bhi ...

    thanks 4 shaing HH
    Meray Roz O Shab k Nisaab Main Meray Paas Apna To Kuch Nahi

    Comment


      #3
      buhat khoob
      Owner Of Mehkama-e-Sharafat

      Comment


        #4
        zabardast..
        kabhi kabhi aise hi kuch lamhe aap kii tamam mata-e-hiyaat ban jaate hain..hai na!
        buhat khub. aur haan aise aik aadh lamhein bhi kush naseeboun ko hiii milte hain..warna kuch bechare to bas aise hii is trah k kisi aik lamhe k intzaar mein hii tmam umr bitaa daite hain

        Comment


          #5

          Comment


            #6
            ye kavish apke dard ki tarjuman hae

            Comment


              #7
              Kiya baat hai... beaituful....
              _______________________________________
              Hijar main khoon rulatay ho kahaan hotay hoo
              Loat kar koyoon nahi atay hoo kahan hotay hoo

              Comment


                #8
                thanxxxxxxxxx all

                Weteyes: dont be sad na kul eid hai cheer up

                Azad jee: mujhe nahi maloom us nay kub ki thee anyways thanx
                ~ ... palat k har taraf se kyon nazR us shaks per thehrii?
                wafa k silsilo`N kii wo, musalsal inteha thehra
                ...~

                Comment


                  #9
                  Mere junoon ka na lo imtihaan,
                  Jaanan

                  Comment


                    #10
                    nice HH

                    Comment


                      #11
                      Re: Haan wohi aik LAMHA

                      Originally posted by HeArT HaCKeR:


                      Tum aik lamha ko Mere baray mein Sochu gay
                      Aik Udaas si Larki, Aik Gehri Shaam si Larki
                      Jis ko Tumhari aik muskarahat nay
                      Khaak k zur-ay say barha kur Aasmaan ka Tara bana dia
                      Haan wohi Aik lamha
                      Meri Dua-on ka samr ho ga
                      Meri Arzo-on ka Hasil ho ga

                      thanks 4 sharing Hh..
                      ~mujhaY kis jurm ki saza mili k meRi rooh taak hai thaki huwi
                      maiN apni jaga se hila nahi meRi saans phiR be ukhaR gaye~

                      Comment


                        #12

                        thanks

                        Comment


                          #13
                          thanxxxxxxxxxxxxxx all
                          ~ ... palat k har taraf se kyon nazR us shaks per thehrii?
                          wafa k silsilo`N kii wo, musalsal inteha thehra
                          ...~

                          Comment


                            #14
                            ...its lovely I must say
                            Thanks for sharing HH
                            so deep and touchy

                            Comment

                            Working...
                            X