Duniya ko apna raaz bataney sey faida
Aye kaash! aap khud hi sunein daastan-e-dil
Is inquilaab-e-waqt ko kia naam deejiye
Nazrein tu kia zabaan bhi nahi tarjumaan-e-dil
Maanein na maanein aap magr jaantey tu hain
Hum ne kahan kahan na dia imtehaan-e-dil
Zakir kisi key saamney na keejiye dil ki baat
Jab woh nahi tu koi nahi meharbaan-e-dil

Comment