Announcement

Collapse
No announcement yet.

taeree tawaju kae telubgar.........

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

    taeree tawaju kae telubgar.........

    chet parnae ka waqat aaya tu koi nahin aaya
    dewar giranae ko razakar bohat thae,

    hanstee hui aankhoon ka nagar kehtae rahae hum
    jis seher main nohae pus-e-dewar bohat thae

    yeh berukhee ik roz tu maqsoom thee aapni
    hum taeree tawaju kae telubgar bohat thae

    #2
    Wah..

    Comment


      #3
      Wah...thank you for sharing adhori :~)

      Comment


        #4
        Re: taeree tawaju kae telubgar.........

        Originally posted by aadhoorighazal:
        chet parnae ka waqat aaya tu koi nahin aaya
        dewar giranae ko razakar bohat thae,
        aadhoori jee koi kia karay ... aik to Gidh bohut hain ... 2) aik miyan main aik hi talwar aa sakti hay ...

        anyways its deep true thought expressed in excellent way.. thanks for sharing and keep posting
        Meray Roz O Shab k Nisaab Main Meray Paas Apna To Kuch Nahi

        Comment


          #5
          Beautiful and thanks for posting.....
          _______________________________________
          Hijar main khoon rulatay ho kahaan hotay hoo
          Loat kar koyoon nahi atay hoo kahan hotay hoo

          Comment


            #6
            bohot khoob
            Verily my happiness is my iman,
            and verily my iman is in my heart,
            and verily my heart does not belong to anyone but Allah(swt).

            Comment


              #7
              thanks pharmacist,
              pehli kiran,
              dilsay,
              chorni and azad sb.thanks a lot.

              Comment


                #8
                nice one
                ~ ... palat k har taraf se kyon nazR us shaks per thehrii?
                wafa k silsilo`N kii wo, musalsal inteha thehra
                ...~

                Comment


                  #9
                  nice
                  Owner Of Mehkama-e-Sharafat

                  Comment


                    #10
                    Bahut khoob



                    Haal us ka tere chehray pe likha lagta hai
                    Woh chup chaap khara hai tera kya lagta hai

                    Yun tu har cheez salaamat hai meri duniya mein
                    Ik taa'luq hai jo toota huwa lagta hai

                    Mein ne socha thaa ke abaad hoon ik shehar mein, 'mein'
                    Yaan tu har shaks ka andaaz juda lagta hai

                    Daurtay beet gaee tay na huwi manzil-e-shauq
                    Ik aalam mere rastay mein para lagta hai

                    Ay mere jazba-e-dauraan mujh mein kashish hai itni
                    Jo khata hota hai woh teer bhi aa lagta hai

                    Jaane konsi pasti mein gira hoon Arif
                    Suraj bhi is qadar door hai ke diya lagta hai

                    Comment


                      #11
                      bohtu khoob AG

                      Comment

                      Working...
                      X