kasay chup chap hi mer jatay hain kuch loog yahan
jisam ki thandi si
tareek sayaah qaber ke ander
na kisi saans ki awaz,na siski koi
na koi aah , na jumbish , na hi aahat koi
aisay chup chap hi mer jatay hain kuch loog yahan
un ko dafnanay ki zehmat bi uthana naheen perti

Comment