Ab agar aao to jane k liye mat aana,
Sirf ehsaan jatane k liye mat aana...
Main ne palkon pe tamanaen saja rakhi hain
Dil mein umeed ki so shamein jala rakhi hain
Yeh haseen shamein bujhane k liye mat aana
Pyar ki aag mein zanjeerein pighal sakti hain
Chahane walon ki taqderein badal sakti hain
Tum ho bebas ye batane k liye mat aana

Comment