Issi main khush hoon mera dukh koi to sehta hai
chali chaloongi jahan tak ye saath rehta hai
Zameen e Dil yunhi shadaab to nahi ae dost
Qareeb main koi darya zaroor behta hai
Ghane darakhton ke girne pe ma siwae hawa
Azaab e Dar badari aur kon sehta hai
Na jane kon sa fiqra kahan raqm ho jae
Dilon ka haal bhi ab kon kis se kehta hai
Maqam e dil kahin aabadiyon se hai bahir
aur iss makan main ke jaise koi rehta hai
Mere badan ko nami kha gai hai ashkon ki
bhari bahar main kaisa makan dehta hai

Comment