To kiya ye tai hai ke ab umr bhar nahin milna
To phir ye umr bhi kiyun tumse gar nahin milna
Chalo zamane ki khatir ye jabr bhi seh lain
Ke ab kabhi jo mile toot kar nahin milna
Rah e wafa ke musafir ko kon samjhae
ke iss safar main koi humsafar nahin milna
Juda to jab bhi hue dil ko yun laga jaise
ke ab gae to kabhi laut kar nahin milna

Comment