raat pehli hai tere surmai Aanchal ki tarha
chaand nikla hai tujhe dhoondne pagal ki tarha
khusk patoun ki tarha loug urre jatte hain
shahar bhi aab tou nazr aata hai jungle ki tarha
phir khayaloun mei tere qurb ki kushboo jagge
phir barasne lageen ankhein meri badal ki tarha
beywafa se wafa kar ke guzaree hai hayat
beybarasta raha weyranouN mei badal ki tarha

Comment