Woh class ki parhayi
Woh pyar bhari batein
Woh sylabus ki tension
Woh examz ki raatein
Woh canteen ki party
Woh doston ki batein
Woh jhagray,larayi
Woh roothna,Manana
Woh Future ki planning mein raatein bitana
Phir classes mein neendon ki wadi mein jana
Woh bay tuki baaton ko seriously lena
Woh serious batein hansi mein urrana
Na rahey woh din na woh raatein
Agar kuch hai baqi to wo hain bus “yaadein"
Comment