Announcement

Collapse
No announcement yet.

< Mein na tujhe bhula saka ... Tu ne kaise bhula diya >

Collapse
X
 
 • Filter
 • Time
 • Show
Clear All
new posts

  < Mein na tujhe bhula saka ... Tu ne kaise bhula diya >


  Mujhe jeenay nahee deti hai yaad teri
  Sun ke aajaa tu aajaa awaaz meri

  Mujhe jeenay nahee deti hai yaad teri ...

  Kya tujh ko kabhi bhi meri yaad aati nahee
  Jaise tarpaati hai mujhko tujhko tarpaati nahe
  Pal pal mujhe tarpaati hai yaad teri
  Sun ke aajaa tu aajaa awaaz meri

  Mujhe jeenay nahee deti hai yaad teri ...

  Bewafa na tu samajhna pyar hai tujh hi se mujhe
  Qismat mein jab milan na ho kaise mil paon tujhe
  Meri jaan jaise leti hai yaad teri
  Tujh bin hai yeh duniya weeraan meri

  Mujhe jeenay nahee deti hai yaad teri ...

  Mein na tujhe bhula saka tu ne kaise bhula diya
  Kahaan hain teri aaj qasmain wada kar ke daga diya
  Mujh ko dard bahut deti hai yaad teri
  Sun ke aajaa tu aajaa awaaz meri

  Mujhe jeenay nahee deti hai yaad teri ...

  Mujhe jeenay nahee deti hai yaad teri
  Sun ke aajaa tu aajaa awaaz meri


  I really miss you a lot

  ~*~ Koi sawaal kare tau kya kahun ussay ... Bicharne wale sabab tau bata judai ka ... ~*~

  #2
  Re: < Mein na tujhe bhula saka ... Tu ne kaise bhula diya >

  Nice one
  (\__/)
  (_)
  JabBhi Milti Hay Mujhay.......

  Comment

  Working...
  X