Announcement

Collapse
No announcement yet.

ghazal peshe kidmat he

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

    ghazal peshe kidmat he

    kese batlayein kyoo ik umr kati dhoke mein
    jaagte mei kate sub khuwaab haqaiq sote mein

    ab jo tum paas nahi ho to bata do mujh ko
    kyoo mere paas tum hote ho nahi hote mein

    shayed utre kabhi aangun mein chandni bun ker
    shayed koi khuwaab basa loon phir is jharoke mein

    muntazir laakh saheeh per na khili dil ki kali
    baghbaan haye teri umr gai bote mein

    kisi manoos si khushboo se muater ye hawa
    ayee jub yaad teri layee kisi jhonke mein

    shaed aa jaye kabhi phir se baharaan bun ker
    per nahee ab to kutni hai meri raat raat rotey mein

    #2
    [email protected] nice one

    kisi manoos si khushboo se muater ye hawa
    ayee jub yaad teri layee kisi jhonke mein

    Comment


      #3
      very nice...
      The only one of its own kind.

      Comment


        #4
        thanx nazi

        thanx as sweetas

        thanx a lot

        ta ta

        Comment


          #5
          nice
          ๑۩۞۩๑ Rude Boyz Rulez ๑۩۞۩๑
          @~King Of WesT LonDon[email protected]

          Comment


            #6
            very good
            I'm sweet like honey, but sting like a bee!

            It is better to be hated for what you are, then to be loved for what you are not...

            Comment


              #7
              thanx sunny


              thanx blushing_vision

              ta ta

              Comment


                #8
                Khush rahoo
                _______________________________________
                Hijar main khoon rulatay ho kahaan hotay hoo
                Loat kar koyoon nahi atay hoo kahan hotay hoo

                Comment


                  #9
                  thanx dilsay


                  tata

                  Comment


                    #10
                    nice

                    Comment


                      #11
                      thanx saqi
                      ta ta

                      Comment

                      Working...
                      X