Pyaar tumhara paa liya nahin hai koi chahat aur
lab per hai sirf naam tumhara yaad raha na kuch aur
pyaar se apne tum ne mujhe apna bana liya
jaise mein ne do jahan paa liya
kehte hoo jab tum mujhe apna kabhi
dil chahta hai apne aap se pyaar kar loon
duniya bahut khubsurat nazar ati hai
her taraf tumhari chabi nazar ati hai
pyaar per tumhare pyaar aane laga mujhe
koi nasha sa chane laga mujhe
pyaar ko humare nazar na lage kisi ki
aao mein tum ko apne aankhon mein chupa loon
door tum se mein kabhi na hoon
her waqt ye dua maangoon
yaad tumhari jab jab ayegee
mujh ko bahut rulayegee ..
mujh ko na kabhi bhool jaana
pyaar ko mere tum nibhana ....
lab per hai sirf naam tumhara yaad raha na kuch aur
pyaar se apne tum ne mujhe apna bana liya
jaise mein ne do jahan paa liya
kehte hoo jab tum mujhe apna kabhi
dil chahta hai apne aap se pyaar kar loon
duniya bahut khubsurat nazar ati hai
her taraf tumhari chabi nazar ati hai
pyaar per tumhare pyaar aane laga mujhe
koi nasha sa chane laga mujhe
pyaar ko humare nazar na lage kisi ki
aao mein tum ko apne aankhon mein chupa loon
door tum se mein kabhi na hoon
her waqt ye dua maangoon
yaad tumhari jab jab ayegee
mujh ko bahut rulayegee ..
mujh ko na kabhi bhool jaana
pyaar ko mere tum nibhana ....

Comment