aye thay was'l-e-yaar ka manaane ko Jashan hum
Jaate hein de ke lot kar na aane ki Qasam hum
un ke naseeb mein to tha Gulshan hara bhara
nibhaane ko reh gaye thay bus Wafa ki Rasam hum
intahaa-e-ishq thi jo aatish mein kood paray KHALIL
kiyunkar jal ke aag mein ho jaayein Bhasam hum
tum ko mitaana he hamein Zindagi ke war'q se
is justujoo mein le bethe Dil pe Zakham hum
kuch tha Khayaal-e-abroo Kuch paas-e-wafa thi warna Abid
kiyun zindagi ke bojh ko uthaate Madgham hum

Comment