jo meri aankho0n say khaab dekho to aik shub bhe na so sako gay
ke Laakh chaho na huns sako gay hazaar chaho na ro sako gay
ke khuwaab kya hein azaab hein ye meray dukho0n ki kitab hein ye
rafaqatein un mein choot-ti hein mohubbatein un mein rooth-ti hein
pohunchti hein un mein wehshatein si- aziyatein un mein phoot-ti hein
unhi key dur say khizaan hein juzbay- unhi say shakhein si toot-ti hein
gamo0n ki bundish hein khaab meray dukho0n ki barish hein khaab meray
ubal raha hay dukho0n ka lawa raheen atish hein khaab meray
khyaal saray jhulas gaye hein sulagti khuahish hein khaab meray
ukhurti sansein hein zindagi ki lahu ki sazish hein khaab meray
jo meri aakho0n say khaab dekho to aik shub bhee na so sako gay....

Comment