dagh dulhta hi nahie senay se teri judaie ka
bagh kihlta hi nahie barsooun se raenaeeeii ka
unn ki khusbu aabb bhi ruh main meri basti hai
unn se mulaqat ka abb bhi intezar rehta hai
de sadayian cher ker sena apna
per woh bhi sunte hain udher dill laga ker apna
yeh tu kehta hai mera dill aur abb jane khuda
kiyoun nahie abb bhi hua shak unn per mera
zindagi lot ker aja meri bahoun main abb
dill tera intezar abb bhi kerta hai
naseeb mere main teri gar thi yeh judai likhi
tu kiyou ker mujse teri mulaqat bhi likhi thi
abb tu tamtama raha hai meri zindagi ka charag
bool kitna hai bacha waqat uss ki chahoun ka
yeh wafa bhi ikk ajeeb zalim ahad hai aysa
na karo tab bhi jo karo tu bhi zulum hota hai

Comment