sapna mera toot gaya ..
Chupke se koi aata hai.. paas apne bulata hai
pyaar tum se hogaya..."... mujh se woh kehta hai
batein mujh se kerta hai woh pyaar se
ankhon mein ankhein woh dale aise
zulfoon ko meri woh cheid jaata hai
shola sa bhadhakta hai jab woh mujh ko cho leta hai
pyaar usse ho gaya mujh ko
derti hoon kaise kahoon mein usko
akeli jab bhi mein hoti hoon
dham se woh aa jaata hai
uski gehri badi ankhen mujh ko takti hain jab
hont mere sil jate magar... woh keh jata sab
bahoon mein apni mujh ko woh kas leta hai baar baar
saans meri ruk jaati hai itna kerta hai pyaar....
rang mein uski rang gayee mein to
hoogayee mein uski... woh mera hai abto
bhul na jaana mujh ko kabhi tum
saath mera nibhana tum....
leeti hoon her baar mein yeh waada usse
reh na paaongi bichadke usse........
kab chupke se woh meri zindagi mein aagaya
dil mein utar gaya.. saansoon mein sama gaya..
Uuf !!!! yeh kya hoogaya..??? woh kahan kho gaya ???
ankh meri khul gayee... sapna tha woh to..toot gaya.....!!!!!

Comment