Announcement

Collapse
No announcement yet.

Kyon tere dard ko dain tuhmmat-e-weerani-e-dil

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

    Kyon tere dard ko dain tuhmmat-e-weerani-e-dil

    Ab yeh sochoon tu bhanwar zehan mein par jaatay hain
    Kaise chehray hain jo miltay hi bichar jaatay hain

    Kyon tere dard ko dain tuhmmat-e-weeraani-e-dil
    Zal'zalloon mein tu bharrray shehar bhi ujjar jaatay hain

    Muasam-e-zard mein ek dil ko bachaoon kaise
    Aisi rutt mein tu ghannay pairhh bhi jhar jaatay hain

    Ab kya koi mere kadmoon ke nishaan dhoondheyga
    Taiz aandhi mein tu khaimay bhi ukkhar jaatay hain

    Shiddat-e-ghum mein bhi zinda hoon tu hairat kaisi
    Kuch deye tu tund hawaoon se bhi larr jaatay hain

    Woh bhi kya log hain Mohsin jo wafa ki khaatir
    Khud tarasheeda asooloon pe bhi arrh jaatay hain...


    Mohsin Naqvi

    #2
    wah zabardast pasand

    Comment


      #3
      thanks 4 sharin bail sis mohsin naqvi is one of ma fav..
      ~BadlooN peR baseRa~

      /)/)..(\(\

      ( ._.).(._. )
      o(_(')(')..(')(')_)o

      Comment


        #4
        Re: Kyon tere dard ko dain tuhmmat-e-weerani-e-dil

        Originally posted by Amarbail:
        Ab yeh sochoon tu bhanwar zehan mein par jaatay hain
        Kaise chehray hain jo miltay hi bichar jaatay hain

        Kyon tere dard ko dain tuhmmat-e-weeraani-e-dil
        Zal'zalloon mein tu bharrray shehar bhi ujjar jaatay hain

        Muasam-e-zard mein ek dil ko bachaoon kaise
        Aisi rutt mein tu ghannay pairhh bhi jhar jaatay hain

        Ab kya koi mere kadmoon ke nishaan dhoondheyga
        Taiz aandhi mein tu khaimay bhi ukkhar jaatay hain

        Shiddat-e-ghum mein bhi zinda hoon tu hairat kaisi
        Kuch deye tu tund hawaoon se bhi larr jaatay hain

        Woh bhi kya log hain Mohsin jo wafa ki khaatir
        Khud tarasheeda asooloon pe bhi arrh jaatay hain...


        Mohsin Naqvi
        bohat khooob
        your lips are keep moving .
        but all i hear is... Blah Blah Blah

        Comment


          #5
          Very nice again

          Comment


            #6
            Nice

            Comment


              #7
              khoob
              The only one of its own kind.

              Comment


                #8
                Bohat zabardst hai ........ moshin Navi was a gr8 modren poet jis ne mdren poetry ko ik neya rang diya...... he is one of favriout poets ,,,, I would Recomend Moshin Naqvi to Urdu Adab students or nay one else jise thori si bi poetry se lagan hai..

                Thnx for Shairn it wid usss ...... thnxxxxx Hope see we will more from Moshin Sahib ke collection se ... idher posted ....

                ~~~~~~~~~~~~~~Ik BanJaraa~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

                Comment


                  #9
                  Re: Kyon tere dard ko dain tuhmmat-e-weerani-e-dil

                  Originally posted by Amarbail:
                  Ab yeh sochoon tu bhanwar zehan mein par jaatay hain
                  Kaise chehray hain jo miltay hi bichar jaatay hain

                  Shiddat-e-ghum mein bhi zinda hoon tu hairat kaisi
                  Kuch deye tu tund hawaoon se bhi larr jaatay hain

                  Woh bhi kya log hain Mohsin jo wafa ki khaatir
                  Khud tarasheeda asooloon pe bhi arrh jaatay hain...


                  Mohsin Naqvi
                  thanks for sharing...
                  Zindagi key safar mein guzzar jatey hein ju muqaam
                  wo phir nahien aatey! wo phir nahien aatey!

                  Comment


                    #10
                    Woh bhi kya log hain Mohsin jo wafa ki khaatir
                    Khud tarasheeda asooloon pe bhi arrh jaatay hain...

                    superb...

                    Comment


                      #11
                      bahut Umda

                      Comment


                        #12
                        Re: Kyon tere dard ko dain tuhmmat-e-weerani-e-dil

                        Originally posted by Amarbail:
                        Ab yeh sochoon tu bhanwar zehan mein par jaatay hain
                        Kaise chehray hain jo miltay hi bichar jaatay hain

                        Kyon tere dard ko dain tuhmmat-e-weeraani-e-dil
                        Zal'zalloon mein tu bharrray shehar bhi ujjar jaatay hain

                        Shiddat-e-ghum mein bhi zinda hoon tu hairat kaisi
                        Kuch deye tu tund hawaoon se bhi larr jaatay hain

                        Woh bhi kya log hain Mohsin jo wafa ki khaatir
                        Khud tarasheeda asooloon pe bhi arrh jaatay hain...


                        Mohsin Naqvi
                        Amazing, Amarbail thanks for sharing this beautiful ghazal :-)
                        .....................................
                        Hum ney kaantoN ko bhi narmii sey chuhwaa hey aksar
                        log be-dard heiN PhooloN ko massal detay heiN

                        Comment


                          #13
                          very nice amarbail thanks for sharing
                          Thokrain dar badar kab talak khaoon main -- Phir Madinay muqadar se jab aaon main
                          Kash Qadmon main sarkar mer Jaoon main -- Ya Nabi(SAW) ye Tamana-e-Attar hai

                          Comment


                            #14
                            Woh bhi kya log hain Mohsin jo wafa ki khaatir
                            Khud tarasheeda asooloon pe bhi arrh jaatay hain...


                            boht achi ghazal hai.. keep sharin
                            ~ ... palat k har taraf se kyon nazR us shaks per thehrii?
                            wafa k silsilo`N kii wo, musalsal inteha thehra
                            ...~

                            Comment


                              #15
                              Mehfil, Koyal, chand_chehra, Swera, Vivacious, AsSweetAs, BanJaraa, chodhry, baziger, SuraJ, GuL-e-Tasbeeh, amirbilal and HeArT HaCKeR aap sab dostoon ka dil se shukriya apne khoobsurat tareefi kalmaat se meri thread ko izzat bakashne ke leye...

                              Comment

                              Working...
                              X