Announcement

Collapse
No announcement yet.

abhi maiN ne dekhaa hai chaaNd bhi kisi shaaKh-e-gul pe jhuka huaa

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

    abhi maiN ne dekhaa hai chaaNd bhi kisi shaaKh-e-gul pe jhuka huaa

    [I]

    vo thaka hua meri baahoN meiN zaraa so gayaa thaa to kyaa huaa
    abhi maiN ne dekhaa hai chaaNd bhi kisi shaaKh-e-gul pe jhuka huaa

    jise le ga_ii hai abhii havaa vo varaq thaa dil kii kitaab kaa
    kahiNn aaNsuoN se miTaa huaa kahiN aaNsuoN se likha huaa

    kaie mile rait ko kaat kar koi mauj phool kila gaye
    koi pair pyaas se maR rahaa hai nadii ke paas khaRa huaa

    mujhe haadasoN se sajaa sajaa ke bahut hasiin banaa diyaa
    meraa dil bhii jaise dulhan kaa haath ho mehandiyoN se racha huA


    vahi Khat ke jis pe jagah jagah do mahakate honThoN ke chaaNd the
    kisii bhuule-bisare se taaq par tah-e-gard hogaa dabaa huaa

    vahiii shahar hai vahii raaste vahii ghar hai aur vahii laan bhii
    magar us dariiche se puuchhanaa vo daraKht anaar kaa kyaa huA

    mere saath juganuu hai ham_safar magar is sharar kii bisaat kya
    ye charaaG ko_ii chiraG hai na jalaa huaa na bujhaa huaa
    your lips are keep moving .
    but all i hear is... Blah Blah Blah

    #2
    I love this ghazal
    Mere junoon ka na lo imtihaan,
    Jaanan

    Comment


      #3
      Originally posted by Capricorn:
      I love this ghazal
      Me too. Thank You chand_chehra

      Comment


        #4
        Lovely ...

        Comment


          #5
          humm
          Meray Roz O Shab k Nisaab Main Meray Paas Apna To Kuch Nahi

          Comment


            #6
            Re: abhi maiN ne dekhaa hai chaaNd bhi kisi shaaKh-e-gul pe jhuka huaa

            Originally posted by chand_chehra:
            [I]


            mujhe haadasoN se sajaa sajaa ke bahut hasiin banaa diyaa
            meraa dil bhii jaise dulhan kaa haath ho mehandiyoN se racha huA


            vahi Khat ke jis pe jagah jagah do mahakate honThoN ke chaaNd the
            kisii bhuule-bisare se taaq par tah-e-gard hogaa dabaa huaa

            mere saath juganuu hai ham_safar magar is sharar kii bisaat kya
            ye charaaG ko_ii chiraG hai na jalaa huaa na bujhaa huaa
            very nice chando

            Comment


              #7
              Re: abhi maiN ne dekhaa hai chaaNd bhi kisi shaaKh-e-gul pe jhuka huaa

              WOW, zabardast

              Comment


                #8
                Re: abhi maiN ne dekhaa hai chaaNd bhi kisi shaaKh-e-gul pe jhuka huaa

                Originally posted by chand_chehra:
                [I]

                jise le ga_ii hai abhii havaa vo varaq thaa dil kii kitaab kaa
                kahiNn aaNsuoN se miTaa huaa kahiN aaNsuoN se likha huaa

                kaie mile rait ko kaat kar koi mauj phool kila gaye
                koi pair pyaas se maR rahaa hai nadii ke paas khaRa huaa

                mujhe haadasoN se sajaa sajaa ke bahut hasiin banaa diyaa
                meraa dil bhii jaise dulhan kaa haath ho mehandiyoN se racha huA


                vahi Khat ke jis pe jagah jagah do mahakate honThoN ke chaaNd the
                kisii bhuule-bisare se taaq par tah-e-gard hogaa dabaa huaa

                vahiii shahar hai vahii raaste vahii ghar hai aur vahii laan bhii
                magar us dariiche se puuchhanaa vo daraKht anaar kaa kyaa huA

                mere saath juganuu hai ham_safar magar is sharar kii bisaat kya
                ye charaaG ko_ii chiraG hai na jalaa huaa na bujhaa huaa


                CC bohat zabardast ghazal hey...thanx for sharing.
                Reh gaya kaam hamaara hi baghawat likhna...

                Comment


                  #9
                  bohat achi hai...

                  Comment


                    #10
                    Wah buhat khoob ghazal hay, thanks for sharing chanda :-)
                    .....................................
                    Hum ney kaantoN ko bhi narmii sey chuhwaa hey aksar
                    log be-dard heiN PhooloN ko massal detay heiN

                    Comment


                      #11
                      nice

                      Comment


                        #12
                        very nice.
                        "Today in heaven they opened up a new chest dedicated to charity. It's name ?"

                        Comment


                          #13
                          Chand jii,

                          Thanks for sharing this ghazal which I belive is by Basir Badr. Your choice is really great.

                          Comment


                            #14
                            Originally posted by Capricorn:
                            I love this ghazal
                            me 2 its really beautiful

                            Comment


                              #15
                              V nice one of ma fav chand jee................
                              ~BadlooN peR baseRa~

                              /)/)..(\(\

                              ( ._.).(._. )
                              o(_(')(')..(')(')_)o

                              Comment

                              Working...
                              X