Mery lehjay ki thakan keh rahi hay ya mujj say
Meri ankooN kay sirab keh rahaiN haiN haiN ya mujj say
Keh day haan ajj tu keh hi day
Na to choopanay ka hunar ata hay tujj ko na hi tu seekh pay gi
Mery thaky thaky say qadam uth to rahaiN haiN magar ruk kioN ya jatyiN haiN?
Teray ghar ki janib magar dekho to rasta bhi to maloom nahiN hay
Poochnay pay bhi bataya nahiN hay us nay ya kesa zulm hay
Kaha to tha kay bin bulai mehmaN nahiN hoon magar
Usay shaid aik hi cheez rokti hay or wo maiN jantiN hoon shaid
Taqdeer-o-Qismat, feslay wo atal....ya Dastoor-e-DuniyaN
To kiya wo samjta hay zehan maiN meri ya baat nahiN hay?
Magar kiya karaiN ik ThoR sa yaqeN hay mujjay or baas
Suna hay wo diaa saab ki sun lay ga wo teri meri bhi
Magar Duaaon say faqat badla karty nahiN haiN ya feslay.
By Subha
Hi, Salam..
Ajj main last time apni poetry ap say share kaar rahiN hoon.
NahiN phir karoon gi, but not any time soon...
No, main kahiN nahiN ja rahi>-) gai to choopkay say jaoon gi, or jaoon gi bhi kion?
I just wana say something...
About, Khamoshi, taqdeer-o-qismat...ect
Ya jo loog Choop rehtaiN haiN na or sochtaiN haiN wo hood hi samj jay ga.... they are wrong. WHY? Many reasons, apny say insan kooch bhi soch sakta hay, 2, sirf humary sochnay say kooch nahin hota,3, Tadeer-o-qismat ko na koso loggo open ur eyes..... Kooch to likha hi hota hay kooch hum loog khud hi likhwa letain hain ya likh letain hain...
Or dosh apni buzdili ko apni na manay ki baat ko TQADEER ka likha kaha jata hay..
Phir jaab kooch kho jata hay phir ansoo bahain jataiN hain...
So ajj hum kooch rooz kay liya shesh-e-screen say ja rahaiN haiN....
Aray baba no laRai plz, main sirf kooch kehnay kay mood maiN hoon ajj....

Comment